Haryana ke sarkari kaamon ke liye kaam ke tools aur official portals ek jagah. Yahan se aap age limit check kar sakte hain, HKRN points ka anumaan laga sakte hain, zaroori forms download kar sakte hain aur sarkari portals par seedha ja sakte hain.
Calculators
- Haryana Job Age Calculator — HSSC age limit check karein
- HKRN Points Calculator — 80 अंकों का अनुमानित स्कोर
Download Forms (PDF): Haryana Forms PDF Download
Important Portals
| Portal | Kaam / Purpose |
|---|---|
| Family ID / Mera Parivar | Family ID banwana, update aur verify karna |
| PPP Office | Parivar Pehchan Patra se judi jaankari aur sewayen |
| SARAL Haryana | All citizen services — ek hi jagah sarkari sewayen |
| Meri Fasal Mera Byora | Fasal ka byora, kisan registration aur fasal se judi sewayen |
| e-Kharid | Fasal kharid, mandi aur payment se judi jaankari |
| Jamabandi | Land records — jamabandi, khasra aur zameen ka record |
| Agriculture Department Haryana | Kheti, yojanaon aur krishi vibhag ki jaankari |
| HSSC | Haryana Staff Selection Commission — bharti, result aur notice |
| HKRN | Haryana Kaushal Rozgar Nigam — contractual bharti aur jaankari |
| Haryana Government portal | Haryana sarkar ka official portal — vibhag aur sewayen |
Suraksha Note
Keval .gov.in addresses ka hi upyog karein. Kisi ke saath apna OTP kabhi share na karein, aur in free sarkari sewayon ke liye kisi agent ko kabhi payment na karein.
Helpline Numbers — Haryana ke bijli, CM Window, ration aur Roadways helpline number ek jagah.
हरियाणा जिला-वार खबरें: अपने जिले की ताज़ा खबरें यहाँ देखें
हरियाणा PPP Family ID गाइड: Parivar Pehchan Patra कैसे चेक करें, अपडेट और Correction
हरियाणा राशन कार्ड गाइड: नया राशन कार्ड, BPL लिस्ट और स्टेटस चेक
हरियाणा DC रेट 2026: न्यूनतम मजदूरी और दैनिक वेतन की पूरी जानकारी
हरियाणा स्कूल छुट्टियाँ: सरकारी और प्रतिबंधित अवकाश की पूरी सूची
हरियाणा बुढ़ापा पेंशन ₹3200: स्टेटस और लिस्ट कैसे चेक करें
हरियाणा चिरायु योजना: ₹5 लाख तक मुफ्त इलाज, नई आय सीमा और आवेदन की जानकारी
HSSC Tracker: Haryana Group C/D Bharti, Exam Date aur Admit Card — HSSC की सभी लाइव भर्तियों के ट्रैकर एक जगह देखें।
Haryana University Tracker: MDU, KUK, HBSE Admit Card, Date Sheet aur Result